Top 5 smartphones under 10k with big battery and better performance

Top 5 smartphones under 10k with big battery and better performance:-


1.Poco M3:-

Poco M3 smartphone ki baat kare to isme aapko Qualcomm Snapdragon 662 ki chipset dekhne ko milti hain. Sath hi UFS 2.2 Storage ka support or LPDDR4X ki fast RAM. Or 6.53 ki big full HD IPS display ke sath 6000 mAh ki badi battery with dual stereo speakers milte hain. Iske alawa 48MP triple rear camera bhi dekhe ko milta. Iska suruati variant 4GB RAM Or 64GB Storage kewal 10k me mil jayega.


2. Infinix hot 11s:-

Is Smartphone me aapko 6.78 ki Full HD punch hole display dekhne ko milti hai 90Hz fast refresh rate or 180Hz touch sampling rate or Processor me aapko Helio G88 chipset dekhne ko milti hai. Sath hi cinematic stereo speakers or 50MP Ka triple rear camera, 8MP ka front camera and 5000mAh ki 18w with USB Type C  fast charging battery dekhne ko milti hai. Iske starting variant me 4GB RAM Or 64GB Storage kewal 10k me mil jayega.


3. Micromax IN Note1:- 

Isme aapko 6.67 Inch ki Full HD punch hole display dekhne ko milti hai sath hi Helio G85 gaming Processor milta hain. 48MP+5MP+2MP+2MP Ka AI quad rear camera or 16MP ka front camera milta hain. Or 5000mAh ki 18w fast charging battery dekhne ko milti hain. Isme aapko pure Android experience dekhne ko milta hain. Isme aapko 4GB RAM Or 64GB Storage ka variant kewal 10k me mil jayega.


4. Realme C25Y:-

Isme aapko 5000 mAh ki mega battery or 18w quick charging milti hain. 50MP ka AI Triple Rear camera, 8MP ka selfie camera milta hain. Isme aapko unisoc T610 ka octa core processor 1.8 GHz dekhne ko milta hain. Sath hi dedicated SIM slot milta hain. Isme bhi 4GB RAM Or 64GB Storage ka mobile kewal 10k me mil jayega.

5. Narzo 50A :-

Is Smartphone me aapko Helio G85 gaming Processor milta hain. 6000mAh ki badi battery with 18w quick charging or reverse charging bhi milti hain. 50MP ka AI Triple camera, 8MP Ka selfie camera milta hain. 6.5 Inch ki mini drop HD IPS display dekhne ko milti hain. 4GB RAM Or 64GB Storage Ka variant kewal 10000 rupees me mil jayega.

Post a Comment

0 Comments